Main Pal Do Pal Ka Shayar Hoon..
Main Pal Do Pal Ka Shayar Hon
Pal Do Pal Meri Kahani Hai
Pal Do Pal Meri Hasti Hai
Pal Do Pal Meri Jawani Hai
Mujh Se Pehlay Kitnay Shayar Aaye Or Aa Kar Chalay Gaye
Kuch Aahein Bhar Ke Loat Gaye
Kuch Naghmay Ga Kar Chalay Gaye
Woh Bhi Ek Pal Ka Qissa Thay
Main Bhi Ek Pal Ka Qissa Hon
Kal Tum Se Juda Ho Jaonga
Jo Aaj Tumhara Hissa Hon
Main Pal Do Pal Ka Shayar Hon
Kal Or Aayiengey Naghmon Ki Khilti Kaliyan Chunnay Walay
Mujh Se Behtar Kehnay Walay Tum Se Behtar Sunnay Walay
Kal Mujh Ko Koi Yaad Karay
Kiyon Mujh Ko Koi Yaad Karay
Masroof Zamana Meray Liye Kiyon Waqt Apna Barbad Karay
Main Pal Do Pak Ka Shayar Hon
Main Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon
Har Ek Pal Meri Kahani Hai
Har Ek Pal Meri Hasti Hai
Har Ek Pal Meri Jawaani Hai
Rishton Ka Roop Badalta Hai, Buniyaden Khatam Nahin Hoti
Khwabon Ki Aur Umango Ki, Miyaden Khatam Nahin Hoti
Ek Phool Main Tera Roop Basa Ek Phool Main Meri Jawaani Hai
Ek Chehra Teri Nishaani Hai, Ek Chehra Meri Nishaani Hai
Maein Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon...
Tujhko Mujhko Jeevan Amrit, Ab In Haathon Se Peena Hai
Inki Dhadkan Main Basna Hai, Inki Saanson Main Jeena Hai
Tu Apni Adaen Baksh Inhen Maein Apni Wafaen Deta Hoon
Jo Apne Liye Sochi Thi Kabhi, Woh Saari Duaen Deta Hoon

I just love this song from the movie Kabhi Kabhi. It shows how insignifacnt most of us are. But more often than not, we loose the significance in others eyes, not because of our own limitation but because other people forget us when they find someone better. Next song is in optimistic tone, and I love it too.. :)
Main Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon
Har Ek Pal Meri Kahani Hai
Har Ek Pal Meri Hasti Hai
Har Ek Pal Meri Jawaani Hai
Rishton Ka Roop Badalta Hai, Buniyaden Khatam Nahin Hoti
Khwabon Ki Aur Umango Ki, Miyaden Khatam Nahin Hoti
Ek Phool Main Tera Roop Basa Ek Phool Main Meri Jawaani Hai
Ek Chehra Teri Nishaani Hai, Ek Chehra Meri Nishaani Hai
Maein Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon...
Tujhko Mujhko Jeevan Amrit, Ab In Haathon Se Peena Hai
Inki Dhadkan Main Basna Hai, Inki Saanson Main Jeena Hai
Tu Apni Adaen Baksh Inhen Maein Apni Wafaen Deta Hoon
Jo Apne Liye Sochi Thi Kabhi, Woh Saari Duaen Deta Hoon
Maein Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon...
I feel that this song implies that we should not end our relationship with others because of finding some small fault. When you commit - you commit fully, and you have to face the limitations (of each other) together. Both of us need to find solution to the problem together - and one should not run away from the problem.